Thursday, 18 February 2016

10 कक्षा पास हैं तो CRPF में निकली 888 पदों पर वैकेंसी । आवेदन जल्द भरें।

10 कक्षा पास हैं तो CRPF में निकली 888 पदों पर वैकेंसी । आवेदन जल्द भरें।

Agar aap police force mai naukari karna chahte hain to apke pas ye behtrin avasar hai.

Apke pas Central Reserve Police Force (CRPF) main naukari pane ka sunhara moka hai. CRPF main ek sath 888 post par vacancy jari ki gayi hai. Ikchuk ummidwar 10 March 2016 tak apne avedan kar sakte hain. Agar aap in posts par apply karna chahte hain to es naukari se sambhandit sabhi jankari ke liye yaha dekhe or niche diye link par CLICK kar avedan karein|

Link -  CLICK
 

 Number of Post - 888

Post ka Name - Constable

Yogyata (Eligibility) - Kam se kam 10th class pass

Salary - 5200rs se lekar 20200rs Per Month.

Chayan - Written Test, Physical Tes or Interview ke adhar par|

Age - 18 to 27 Year

Last Date - 10 March 2016

No comments:

Post a Comment